Also Read
Cnc machine kya hoti he kese Kam karti h in hindi or kese job banati he।।
cnc machine me part ko kese lagate he-
Namste dosto aaj hum aapko bataynge cnc machine ke bare me ,jese ki dosto aap jante he is technical yug me hamari technology itni advance ho gai h ki bina machine ke koi bhi kam karna ek asambhav sa lagta h
CNC- Computerised numerical control👇👇👇
Cnc machine aajkal kai sari company bananti h Jese ki example- Jyoti, Lmw, Bfw, Haas ,HMT
Jesa ki aapne uper padha hoga cnc machine kai company banati h usi tarah isme bhi kai control aate h.
Cnc machine me Jo control aate h jo ki very popular h in industries uske bare me aapko hum neeche batange
Cnc me mainly Two control me aati h-
2- Symens control
Jese ki cnc me Two types of control aate h inke bare me bhi hume Puri jankari honi chahiye...
CNC machine kya hoti h.
Ab hum aapko detail me batayenge ki cnc machine kya hoti h
Cnc machine ek Computerised numerical control system par Kam karti h isme ek nemerical control panel hota h. Or ek operator control pannel hota h .
Numerical contro Pannel kya h iske bare me neeche padhen>
Numerical control pannel- Numerical control pannel me soft keys hoti h jo ki cnc. Machine me generally kisi bhi part ka programme banane me kam Li jati he,, or isme kuchh alphabets keys hoti h A- Z Jo ki programme written karme me help karti h.
Operator Control panel-
Cnc machine me ek or panel hota h jo ki operator pannel kahlata h
Operator panel me kuchh hard keys hoti h jo ki operator ko machine operate Karne ke kam aati h
एक टिप्पणी भेजें