Also Read
G01 and G02 vmc g code tutorial in Hindi, vmccam programming
G01 g code -
• G01 code ka use vmc programming me linear interpolation ke liye Kiya jata hai,
Example
Jese ke hame koi bhi part me outer me tool ko chalana hai, to vanha par hum g01 code ka use Kiya jata hai
Jese ki neeche photo me dikhaya gaya hai or mene ek video ka link bhi share Kiya hai
G02 G code in vmc programming -
• G02 code ka use vmc programming me Radius katne ke liye Kiya jata hai, jese ki upar photo me dikhaya hai
• jab hame koi radius kisi bhi size ki , clock wise direction me katni hoti hai, to vanha par hum g02 code ka use karte hain.
Video link neeche Diya hai
Thanks 🙏🙏🙏
एक टिप्पणी भेजें